· Asslam-o-alikum,
· HAZRAT ABDULAH bin abaas ra sa rivayat hai k RASOOL ALLAH SAW jumma sa pahlay aur juma k baaad 4 rakat parhtay .
· ( tibrani fil kabeer)
· HAZRAT ABU HURRARAA RA sa rivayat hai k RASOOL ALLAH SAW nai farmaya jab tum main sai koi jumma ki namaz parhay tu chahiya k iss ka baad 4 rakat aur parhay
· ( rivah muslim )
· HAZRAT IBN-E-UMMAR RA sai rivayat hai k RASOOL ALLAH SAW namaz-e-jumma k baad koi namaz nahi parhtay thay yahaan tak k ghar tashreef la jatay aur phir ghar main hee 2 rakaatain parhtay .
· ( sahih bukhari and muslim)
· Explanation………………
· Ahadith main namaz-e-jumma k baad ki sunatoon k baray main joo ravayaat hain unn main 2……… rakat ka bhi ziker hai aur 4 ka bhi ziker hai aur 4 ka bhi ziker hai
· Imam tirmazi nai khud hazrat IBN-E-ABBAS RA ka baray main nakal kia hai k wo jumma ka baad 2 rakaaat aur phir 4 rakaat adaa kartay thay yani total 6 rakaat parhtay thay
· Iss liya aaima akraam k views iss main different hain baaz 2 ko baaaz 4 ko aur baaz 6 koo tarjeeh daitay hain
· Reference
· (Mauraf-ul –ahadith by maulana MUHAMMED manzoor naumanibook number 3rd page number 391,392,393,394)