Voice Of Islam
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Juma ki raktoon ki Tadaad ?

+2
Rida
Hero
6 posters

Go down

Juma ki raktoon ki Tadaad ? Empty Juma ki raktoon ki Tadaad ?

Post by Hero Mon Oct 22, 2007 3:58 am

salam


koi mujay batiya ga kay juma ki totel kitni rakat hoti hain

jo mujay pata hai baatata hoon


1:
4 sunat
2 farz
2 sunat
2 nafal

2:
4 sunat
2 farz
2 sunat

3:
4 sunat
2 farz
2 sunat

4:
4 sunat
2 farz
2 sunat
4 sunat

5:
2 farz
2 sunat
4 sunat

in mein tarteeb wohi hai jesay lekhi hai ab koi batiya k is mein sahi tareeka islam mein kia hai ? jabkay sabhi tareekay muslims use kertay hain !

aur ye bee batain kay agar koee in mein se eik tareekay se perta hai tu baqi tareekay wlay ko ghuna hota hai ?
Hero
Hero

Male Virgo Number of posts : 4
Age : 39
Location : Dhondh Lain
Job : wehlaa :D
Reputation : 0
Registration date : 2007-10-22

http://www.apniawaz.forumotion.com

Back to top Go down

Juma ki raktoon ki Tadaad ? Empty Re: Juma ki raktoon ki Tadaad ?

Post by Rida Wed Oct 24, 2007 12:09 am

Juma ki raktoon ki Tadaad ? Namaz10
Rida
Rida

Female Aries Number of posts : 78
Age : 38
Reputation : 0
Registration date : 2007-10-04

Back to top Go down

Juma ki raktoon ki Tadaad ? Empty Re: Juma ki raktoon ki Tadaad ?

Post by Rida Wed Oct 24, 2007 12:25 pm

salam

1: 4 sunat
2 farz
4 saunat
2 sunat
2 nafal

2:

iss hee tarteeb sa inkoo partay hain

jaisay farz namaz kii raktoon ki trteeb aur tadaad koo hum apni marzi sa change nahi kar saktay isi tarhaan inkoo bhi kisi sorat change nahi kar saktay

3:

but aik sorat main ...jaissay k mardoon k liya namaz koo jamaat k sath ada karna farz hai
( bina kisi sharai uzer k jamat chornay walay mard ki namaz nahi hoti)

but kabhi insaan late hoo jata hai aur suppose zuher ki pahli 4 sunat maukda ada karnay sa rah jata hai aur direct imam k sath 4 farz ada karta hai tu serf issi sorat main pahli 4 sunatain baad main ada karna wajib hai....

4:

yahee sorat jumma ki namaz main hai jab aap namaz k liya masjid main dakhil hoon aur imam farz ada kar raha hoo tu aap farz main shamil hoon bajaiy sunat ada karnay k

aur ager khutbaa hoo raha hoo tu pahlay khutbaa sunain kion k khutbba wajib hai aur sunat sunat hai

5:

aur ager juma main shamil na hoo sakain tu namaz-e-zuhar ada karain



Rida
Rida

Female Aries Number of posts : 78
Age : 38
Reputation : 0
Registration date : 2007-10-04

Back to top Go down

Juma ki raktoon ki Tadaad ? Empty Re: Juma ki raktoon ki Tadaad ?

Post by Ilma Wed Oct 24, 2007 5:54 pm

Thankx Rida
bhuat achay sai aap nai batya hai
Ilma
Ilma

Female Number of posts : 182
Reputation : 0
Registration date : 2007-09-29

Back to top Go down

Juma ki raktoon ki Tadaad ? Empty Re: Juma ki raktoon ki Tadaad ?

Post by Rida Thu Oct 25, 2007 4:04 pm

· Asslam-o-alikum,
· HAZRAT ABDULAH bin abaas ra sa rivayat hai k RASOOL ALLAH SAW jumma sa pahlay aur juma k baaad 4 rakat parhtay .
· ( tibrani fil kabeer)
· HAZRAT ABU HURRARAA RA sa rivayat hai k RASOOL ALLAH SAW nai farmaya jab tum main sai koi jumma ki namaz parhay tu chahiya k iss ka baad 4 rakat aur parhay
· ( rivah muslim )
· HAZRAT IBN-E-UMMAR RA sai rivayat hai k RASOOL ALLAH SAW namaz-e-jumma k baad koi namaz nahi parhtay thay yahaan tak k ghar tashreef la jatay aur phir ghar main hee 2 rakaatain parhtay .
· ( sahih bukhari and muslim)
· Explanation………………
· Ahadith main namaz-e-jumma k baad ki sunatoon k baray main joo ravayaat hain unn main 2……… rakat ka bhi ziker hai aur 4 ka bhi ziker hai aur 4 ka bhi ziker hai
· Imam tirmazi nai khud hazrat IBN-E-ABBAS RA ka baray main nakal kia hai k wo jumma ka baad 2 rakaaat aur phir 4 rakaat adaa kartay thay yani total 6 rakaat parhtay thay
· Iss liya aaima akraam k views iss main different hain baaz 2 ko baaaz 4 ko aur baaz 6 koo tarjeeh daitay hain
· Reference
· (Mauraf-ul –ahadith by maulana MUHAMMED manzoor naumanibook number 3rd page number 391,392,393,394)
Rida
Rida

Female Aries Number of posts : 78
Age : 38
Reputation : 0
Registration date : 2007-10-04

Back to top Go down

Juma ki raktoon ki Tadaad ? Empty Re: Juma ki raktoon ki Tadaad ?

Post by Rida Thu Oct 25, 2007 4:06 pm

salam

hero.............

aab aap batain ager koi mazeed iss baray main confusion hai tu batain i will try ti make it more clear it for u
Rida
Rida

Female Aries Number of posts : 78
Age : 38
Reputation : 0
Registration date : 2007-10-04

Back to top Go down

Juma ki raktoon ki Tadaad ? Empty Re: Juma ki raktoon ki Tadaad ?

Post by Hero Fri Oct 26, 2007 1:37 am

wasalam rida

bohat shokriya ap ne tafseel se jawab dia magar sawal wohin hain k ye alag alag hadis shareef hain tu hum parahin kon c ?

maine bee sunee hain ye Ahadees aur in mein ye b suna k ap ( s a w ) jab masjid mein tashreef latay thay tu 2 nafal tahaiya tul masjid k ada ker k khutba detay thay

thats mean k pahli 4 rakat lazmi nahi hain

ab final kia hoa kon see raktain perhni chahiya ? aur jo log baqi tarteeb se pertay hain on ko ghuna hoga ya wo b tareeka thik hai ? magar eik tareeka thik ho tu baqi tu ghalat he hote hain
so is baray mein kia kahti hain ap ?
Hero
Hero

Male Virgo Number of posts : 4
Age : 39
Location : Dhondh Lain
Job : wehlaa :D
Reputation : 0
Registration date : 2007-10-22

http://www.apniawaz.forumotion.com

Back to top Go down

Juma ki raktoon ki Tadaad ? Empty Re: Juma ki raktoon ki Tadaad ?

Post by Rida Sat Oct 27, 2007 2:19 am

the way is different in shafia and hanfii:) on the base of these ahadith Smile if u r following hanfis go to www.darsequran.com

and check their ..the whole method is mentioned there Smile

· HAZRAT IBN-E-UMMAR RA sai rivayat hai k RASOOL ALLAH SAW namaz-e-jumma k baad koi namaz nahi parhtay thay yahaan tak k ghar tashreef la jatay aur phir ghar main hee 2 rakaatain parhtay .
· ( sahih bukhari and muslim)



There is no SUnnah before JUMMAH..

When Muhamad(s.a.w) prayed in mosque he prayed FOUR rakats and when he prayed at at home he prayed two RAKATS both Ways r corect ..

Sahih Bukhari
Volume 2, Book 13, Number 59:
Narrated 'Abdullah bin Umar:

Allah's Apostle used to pray two Rakat before the Zuhr prayer and two Rakat after it. He also used to pray two Rakat after the Maghrib prayer in his house, and two Rakat after the 'Isha' prayer. He never prayed after Jumua prayer till he departed (from the Mosque), and then he would pray two Rakat at home.

2 and then 4 rakats can also be prayed.. one sahabi narte that umar(r.a) use to do so but the HAdith is not very Authentic

But the best Way is what is mentioned in Sahih bukhari the BEst and most authentic book after Quran is sahih Bukhari

WALLAH o ALAM
Rida
Rida

Female Aries Number of posts : 78
Age : 38
Reputation : 0
Registration date : 2007-10-04

Back to top Go down

Juma ki raktoon ki Tadaad ? Empty Re: Juma ki raktoon ki Tadaad ?

Post by Rida Sat Nov 10, 2007 12:36 am

baqi bhi joo sayah sitta ki books main ahadith hain unn pa bhi amal karna off course sunnat hai

joo tarika NABI MUHAMMED SAW nai kia woo sab hamain karna chahiyain
Rida
Rida

Female Aries Number of posts : 78
Age : 38
Reputation : 0
Registration date : 2007-10-04

Back to top Go down

Juma ki raktoon ki Tadaad ? Empty Re: Juma ki raktoon ki Tadaad ?

Post by romisa Sat Nov 10, 2007 1:24 am

Bismilla

salam

thnks for such knowledge improving conversation
romisa
romisa

Female Scorpio Number of posts : 12
Age : 38
Reputation : 0
Registration date : 2007-10-05

Back to top Go down

Juma ki raktoon ki Tadaad ? Empty Re: Juma ki raktoon ki Tadaad ?

Post by azeem.jeemy Thu May 17, 2012 5:43 pm

Juma ki raktoon ki Tadaad ? 193785 Juma ki raktoon ki Tadaad ? 58891
azeem.jeemy
azeem.jeemy

Male Aries Number of posts : 1
Age : 33
Reputation : 0
Registration date : 2012-05-17

Back to top Go down

Juma ki raktoon ki Tadaad ? Empty Juma ki raktoon ki Tadaad ?

Post by cheeky.tech Fri Jul 27, 2012 4:18 pm

Wiasay jo Pakistan mai phari jati hai jummay ki namaz kuch is tarah

4 sunat
2 farz
4 saunat
2 sunat
2 nafal

Layken Ah Hadis K mutabik Jummay mai total 8 rakat hai

2 Nafil
2 farz
4 saunat. layken agar do do kar k phari jaye tu bhatar hai
cheeky.tech
cheeky.tech

Male Libra Number of posts : 1
Age : 37
Reputation : 0
Registration date : 2012-07-27

Back to top Go down

Juma ki raktoon ki Tadaad ? Empty Re: Juma ki raktoon ki Tadaad ?

Post by Sponsored content


Sponsored content


Back to top Go down

Back to top

- Similar topics

 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum