Voice Of Islam
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

I Have a Question ????

4 posters

Go down

I Have a Question ???? Empty I Have a Question ????

Post by Noor'e Sahar Fri Jul 09, 2010 8:10 am

Asslam o Alaikum wa rehmatulahi wa barakahatu

Umeed kerti hon aap sab thik hon gay Insha'Allah

well muje aap sab se kuch puchna tha aghar aap may se
koi janta hai tu plz let me know

Aghar hum ne kisi k bhaley k liye
koi jhoot bola ho tu uski maafi hoti hai ya phir us shaks se ja k
maafi talab kerni chahiye aur use sahi baat batani chahiye
chahay us se usko takleef puhanchey I Have a Question ???? Icon_scratch ?
Noor'e Sahar
Noor'e Sahar

Female Cancer Number of posts : 2362
Age : 112
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08

Back to top Go down

I Have a Question ???? Empty Re: I Have a Question ????

Post by *LosT* Fri Jul 09, 2010 8:15 am

Jhoot us surat mein allow hota hai i guess mein ye baat bina kisi reference k to keh nahi sakti.
but i will inshaALLAH ! find the reference n will tell you k
Jhoot sirf ussi surat mein allow hota hia jab kisi ki jaan bach jaye.
bekasoor ki jaan bachane k liey allow hota hai jhoot bolna

inshaALLAH mein iski reference dhoond ker jald bataongi

wa alaikum assalam wa rahmatullahi wa barakatuhu.
*LosT*
*LosT*
Moderator
Moderator

Female Virgo Number of posts : 1613
Age : 33
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04

Back to top Go down

I Have a Question ???? Empty Re: I Have a Question ????

Post by Noor'e Sahar Fri Jul 09, 2010 8:17 am

Jazak Allah khair losty
Noor'e Sahar
Noor'e Sahar

Female Cancer Number of posts : 2362
Age : 112
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08

Back to top Go down

I Have a Question ???? Empty Re: I Have a Question ????

Post by NightFairy Sat Jul 10, 2010 4:58 am

Walaikum Assalam

as lost said ke jhoot kisi masoom ki jaan bachane ke liye bola ja sakta hai to haan kisi muslehat ke liye ya kisi achey aur naik kaam ke liye kisi ki madad ke liye kisi ki bhalayi ke liye jhoot bola ja sakta hai.
NightFairy
NightFairy
Moderator
Moderator

Female Leo Number of posts : 36
Age : 31
Reputation : 0
Registration date : 2010-07-08

Back to top Go down

I Have a Question ???? Empty Re: I Have a Question ????

Post by Noor'e Sahar Sat Jul 10, 2010 8:17 am

Jazak Allah khair both of you Side Hug
Allah SWT tum dono ko khush rakhein aur naseeb achey karein Ameen sum Ameen
Noor'e Sahar
Noor'e Sahar

Female Cancer Number of posts : 2362
Age : 112
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08

Back to top Go down

I Have a Question ???? Empty Re: I Have a Question ????

Post by Friend Wed Jul 14, 2010 1:07 am

Wa Alaikum Assalam Wa Rahamatullah Wa Barakatuhu

Jhoot Bolna Kabeera Gunah Main Aata Hai
Lekin Jab Insan Ki Jaan Per Ban Aaye To Woh Apni Pehchan Chupane Ke Liye Jhoot Bol Sakta Hai Ya Kisi Ki Jaan Bachana Ho Tab
2nd Do Logon Main Sulah Karane Ke Liye Jhoot Bola Ja Sakta Hai
For Example Nightoo Aur Noor Ki Larayee Ho Jaati Hai Kisi Baat Per Ab Mera Ye Farz Banta Hai Ke Donon Ki Sulah Karwa Doon Iske Liye Main Nightoo Ke Paas Jakar Kahunga Ke Noor To Aapki Bahot Tareef Karti Hai Bht Acha Sochti Hai Aapke Liye ( Ye Jhoot Main Apni Taraf Se Bol Sakta Hoon ) Matlab Ye Hai Ke Do Logon Main Sulah Ke Liye Jhoot Bola Ja Sakta Hai

3rd Husband Apni Wife Ki Jhooti Tareef Kar Sakta Hai Isme Insha Allah Koee Gunah Nahin ....... Ye Ahdees Ki Roshni Main Likha Hai Mene Insha Allah Hua To Reference Dene Ki Koshish Karunga

KHush Rahein Sab ..!!
Friend
Friend

Male Taurus Number of posts : 7
Age : 40
Reputation : 0
Registration date : 2010-07-08

Back to top Go down

I Have a Question ???? Empty Re: I Have a Question ????

Post by Noor'e Sahar Wed Jul 14, 2010 1:14 am

Jazak Allah khair for ur detailed answer bhai

khush rahein sada Ameen
Noor'e Sahar
Noor'e Sahar

Female Cancer Number of posts : 2362
Age : 112
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08

Back to top Go down

I Have a Question ???? Empty Re: I Have a Question ????

Post by Sponsored content


Sponsored content


Back to top Go down

Back to top


 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum