aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
+6
Noor'e Sahar
*LosT*
Rida
Muskaan
Babba Jee
Ilma
10 posters
Page 2 of 3
Page 2 of 3 • 1, 2, 3
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
MashaAllah bohut achi baat kahi apney Asmi aur pearl apney Jazak Allah Khair Allah SWT humein in sab buraiyon se mahfooz rakhy Ameen sum Ameen
Aghar Kabhi kisi se koi wadha karo tu poora karo Aik Jagha Irshad-Nabvi SAWW hai k woh shaksh be-deen hai jo apney ekhad ki pabandi nahi kerta ... to koshish karein jab koi wadha karein use poora karein
Allah SWT humein apney qol o fayl ka oer amal kerna sikhaye Ameen Sum Ameen

Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
buhat achhi baat noor ... ! !
Shirk ke baad sab se Azeem gunah Kisi ki Dil Azaari haiy ... !!
agar koi app ko takleef bhi dey tab bhi us ko maaf kardeien aur is ke liyeh insan se Silah na mangien Rab se Ajar ke Khahishmand rahien !!

Asmi_- Number of posts : 59
Age : 38
Reputation : 0
Registration date : 2010-07-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
jab tak insaan logon se dunia mien he maafi nahi maang leta .to uska hisaab qayamat tak ruka rehta hai . jab tak k woh insaan isse maaf na karde.to behtar yehi hai k hum apne gunahon ki maafi aur inssaanon se maafi dunia mein he maang lein.
aur maaf kerdein jinne kabhi dunia mein humein dukh pohanchaya
kiunk insaan ki sehat uska sab kuch . Aik maaf kerdene se bohat sakoon mein ajata hai
jazakALLAH khair @ all others
MAy ALLAH Subhana wa ta'ALA bless you all and whoeva belongs to you and count us all in HIS naik people
AMeen Sum Ameen

*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Jazak Allah Khair
MashaAllah bohut achi baat kahi hia
be shaq humein apney gunaho ki maafi mang leni chaiye
dayr honey se pahle pahley ...

LOGOO
ko USI tarha MAAF karo jaisay TUM KHUDA say UMEED rakhtay ho k wo
TUMHAY MUAAF karega.
ko USI tarha MAAF karo jaisay TUM KHUDA say UMEED rakhtay ho k wo
TUMHAY MUAAF karega.
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
jazakALLAH KHAIr
ALLAH hum sab k aur hum se jurhe her insaan k gunah maaf karde
Ameen Sum ameen
*~* Golden Words *~*
Ikhlaq aik dukan hay aur Zuban us ka talaa hay.. Talaa khulta hay to pata chalta hay k Dukan sonay ki hay ya Koilay ki..
==============
...English Translation
==============
Character is a like a shop and tongue is its lock,, when the lock is open then it reveals that the shop is Gold or just Coal Shop..
ALLAH hum sab k aur hum se jurhe her insaan k gunah maaf karde
Ameen Sum ameen
*~* Golden Words *~*
Ikhlaq aik dukan hay aur Zuban us ka talaa hay.. Talaa khulta hay to pata chalta hay k Dukan sonay ki hay ya Koilay ki..
==============
...English Translation
==============
Character is a like a shop and tongue is its lock,, when the lock is open then it reveals that the shop is Gold or just Coal Shop..
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Jazak Allah khair
Acha Dost Kitni Dafa he kyon na rothay usay mana lena chahyay kyon k
Tasbeeh k danay kitni dafa he kyon na bikhrein ikathay ker liyay jatay
hain
Acha Dost Kitni Dafa he kyon na rothay usay mana lena chahyay kyon k
Tasbeeh k danay kitni dafa he kyon na bikhrein ikathay ker liyay jatay
hain
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
ILM
kya hai?
>agar koi tum par zulm kare to usay maaf kar do,
>agar
taluq toray to joor lo,
>agar koi tume mehroom kar day to
usay nwaaz do,
>agar kisi se intiqaam lena hai to usay
darguzar karo,
>Gusay mai aisi baat na kaho ke baad mai
nidamat ho,
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Jazak Allah khair
Jo
Shakhs
Sajdon
Mein rota hai...!!!
Usey
Taqdeer per
Rona nahin
parhta..!!!
Hazrat
Ali (R.A)
Shakhs
Sajdon
Mein rota hai...!!!
Usey
Taqdeer per
Rona nahin
parhta..!!!
Hazrat
Ali (R.A)
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Kon kehta hai ALLAH nazar nahi ata
Aik WOHI to nazar ata hai jab kuch nazar nahi ata.
WOHI her masle ko hal kerta hai
aur humein WOHI nazar nahi ata !
Aik WOHI to nazar ata hai jab kuch nazar nahi ata.
WOHI her masle ko hal kerta hai
aur humein WOHI nazar nahi ata !
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Hazrat Ali Ibn-e-Abi Talib - Nahj-ul-Balagha (Sermons and sayings Compilation)
- Be afraid of a gentleman when he is hungry, and of a mean person when his stomach is full.
- Be afraid of a gentleman when he is hungry, and of a mean person when his stomach is full.
Asmi_- Number of posts : 59
Age : 38
Reputation : 0
Registration date : 2010-07-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Har woh kaam karo jis may sab ki bhalayi ho na k sirf tumhary bhalayi ho .....!!!
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Dua mein humesha apne se pehle dosron k liey kero .jahan hum koi gunajaish na rakheinge dosre k liey wahan ALLAH bhi benayaz hai WOh humein usse ziada dega jiski hum talab bhi na kerte hongay.
Her dua mein pehle dosre momin behan bhaiyon ka sochna chahie hai.
jo apne liey maango wohi un k liey
Her dua mein pehle dosre momin behan bhaiyon ka sochna chahie hai.
jo apne liey maango wohi un k liey
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Jazak Allah khair bohut achi baat kahi hai MashaAllah
Jhooth Aur geebat se bacho aur apney jurhy her rishte ko b roako aghar woh tumhare samney aesi koi baat karein Hamesha
dosron k barey may achey alfaaz se uney yaad karo ...
Jhooth Aur geebat se bacho aur apney jurhy her rishte ko b roako aghar woh tumhare samney aesi koi baat karein Hamesha
dosron k barey may achey alfaaz se uney yaad karo ...
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
mashaALLAH
jazakALLAH khair to u tooooooooooo /hug
kisi cheez mein shak ho. ya kuch pata na ho . aur woh baat deen k maamle mein ho to behtar hia k usse chorh do. na k usse karo kiunk woh do terhan ki hosakti hai aik usse sawaab mile agar woh kaam acha hai aur dosra gunah .
To behtar yehi hai us kaam ki tazdeek ker k phir he shuru kiya jaye
jazakALLAH khair to u tooooooooooo /hug
kisi cheez mein shak ho. ya kuch pata na ho . aur woh baat deen k maamle mein ho to behtar hia k usse chorh do. na k usse karo kiunk woh do terhan ki hosakti hai aik usse sawaab mile agar woh kaam acha hai aur dosra gunah .
To behtar yehi hai us kaam ki tazdeek ker k phir he shuru kiya jaye
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
MashaAllah bohut achi baat kahi
Jazak Allah khair
Kabhi kisi ko haqeer na janu hamesha her eik se husn e salook
se paish aao aur kabhi kisi ka dil na dukhao .. Hamesha
apney apko pahley dekho kisi ko kuch kahney se pahley ...
aur khamoshi may afiyat hai sabar karo her baat k lie
sabar ka phal meetha hota hai ...
Jazak Allah khair
Kabhi kisi ko haqeer na janu hamesha her eik se husn e salook
se paish aao aur kabhi kisi ka dil na dukhao .. Hamesha
apney apko pahley dekho kisi ko kuch kahney se pahley ...
aur khamoshi may afiyat hai sabar karo her baat k lie
sabar ka phal meetha hota hai ...
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
mashaALLAH so true
ALLAH humein aisa kerne ki taufeeq ata fermaye aur himmat diey rakhey ameen sum ameen
Kabhi apne se pehle kisi dosre insaan ki khami na dekho.kiunk hum nahi jaantey woh banda ALLAH k kitna kareeb hai.shayad gunah usne kiey hon per tauba ker k ALLAH se maafi hasil ker k woh kitna kareeb hogaya ho
hum nahi jaantey
to sab se pehle insaan ko apne aap ko dekhna chahie hai is terhan kabhi humari himmat nai paida hoti k hum kisi aur ko kuch keh sakein
ALLAH humein aisa kerne ki taufeeq ata fermaye aur himmat diey rakhey ameen sum ameen
Kabhi apne se pehle kisi dosre insaan ki khami na dekho.kiunk hum nahi jaantey woh banda ALLAH k kitna kareeb hai.shayad gunah usne kiey hon per tauba ker k ALLAH se maafi hasil ker k woh kitna kareeb hogaya ho
hum nahi jaantey
to sab se pehle insaan ko apne aap ko dekhna chahie hai is terhan kabhi humari himmat nai paida hoti k hum kisi aur ko kuch keh sakein
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
jAZAK Allah khair :X
Insaan ko hamesha ajazi inkasari se kaam lena chahiye
kabhi b takabur may na aao kyun k yeh Allah k nazdeek sab se
kabeera gunnah hai.
Insaan ko hamesha ajazi inkasari se kaam lena chahiye
kabhi b takabur may na aao kyun k yeh Allah k nazdeek sab se
kabeera gunnah hai.
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
buhat hi achhi baat noor .. !!
Mukhloq ki Muhabbat Allah har kisi ke dil mian nahi dalta ... Agar kisi Ummati ke Dil mian Khalq ka Dard haiy to ye baat samjh jao ke us pe khaas Nazr-e-Karam haiy Nabi Pak ka ... kiyun ki Un se Zada Dard kis ke dil mian husakta haiy apni ummat ke liyeh .. Jo na zindagi mian ummat ko bhoole na Us waqt jab Jaan Khaliq e haqiqi ko Supurd kardi na hi Hashar ke Dil na tanha choriengey ... aur na hi us se pehle kabhi
App pe Lakhon Karooron Durud o Salam .. ! !
Mukhloq ki Muhabbat Allah har kisi ke dil mian nahi dalta ... Agar kisi Ummati ke Dil mian Khalq ka Dard haiy to ye baat samjh jao ke us pe khaas Nazr-e-Karam haiy Nabi Pak ka ... kiyun ki Un se Zada Dard kis ke dil mian husakta haiy apni ummat ke liyeh .. Jo na zindagi mian ummat ko bhoole na Us waqt jab Jaan Khaliq e haqiqi ko Supurd kardi na hi Hashar ke Dil na tanha choriengey ... aur na hi us se pehle kabhi
App pe Lakhon Karooron Durud o Salam .. ! !
Asmi_- Number of posts : 59
Age : 38
Reputation : 0
Registration date : 2010-07-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Jazak Allah khair Asmi MashaAllah bohut achi baat kahi apney
khush rahein sada Ameen
Gussa Islam may haram hai is liye gussay ki halat may kabhi apney mou se aese alfaz na nikalo jis per bad may pachtawa ho Gussay ki halat may
khare ho tu baith jao , baithy ho tu kharey ho jao aur sabar se kaam lo
Gussay may insaan bohut bari kutahi ker jata hai aur gaya waqt kabhi hath nahi ata is liye gussay se hamesha perhayz karo yeh shetan
ka werglawa hai is se hamesha bacho .
khush rahein sada Ameen
Gussa Islam may haram hai is liye gussay ki halat may kabhi apney mou se aese alfaz na nikalo jis per bad may pachtawa ho Gussay ki halat may
khare ho tu baith jao , baithy ho tu kharey ho jao aur sabar se kaam lo
Gussay may insaan bohut bari kutahi ker jata hai aur gaya waqt kabhi hath nahi ata is liye gussay se hamesha perhayz karo yeh shetan
ka werglawa hai is se hamesha bacho .
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Sub se pyar kerain aur sub ko un ka haq dain ,bus yahi amal jari rakhain tu jahan bhai main amaan ,sakoon aur Shanti ho.
Tiger- Number of posts : 59
Age : 36
Reputation : 3
Registration date : 2010-07-15
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
"Fear
Allah and obey Him. Be afraid of the Day when you shall be brought back
to Allah. Then every person shall be paid what he earned; and they
shall not be dealt with unjustly" (Al-Baqarah 2: 281)
Allah and obey Him. Be afraid of the Day when you shall be brought back
to Allah. Then every person shall be paid what he earned; and they
shall not be dealt with unjustly" (Al-Baqarah 2: 281)
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Jazak ALlah khair
Hamesha apney se baron ki izzat karo aur apne se choton se payar se paish aao aur kabhi kisi ka dil na dukhao
Hamesha apney se baron ki izzat karo aur apne se choton se payar se paish aao aur kabhi kisi ka dil na dukhao
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Beshak dosra insaan kitna kirdaar gira le humare saamne humein usse ache dil se he milna chahie hai.werna agar hum bhi usse wese he treat kareinge jese woh humein ker raha hai to dono mein farq kuch nahi rahega.
Achayi insaan ki ubhaar deti hai
Achayi insaan ki ubhaar deti hai
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Jazak Allah khair MashaAllah bohut achi baat kahi hai Losty
Kabhi kisi per buhtan nai lagana chahiye na hi geebat kerni chahiye yeh
Allah SWT k nazdeek kabeera gunahon may se hain
Allah SWT humein in sab buraiyon se dur rakhein Ameen sum Ameen
Kabhi kisi per buhtan nai lagana chahiye na hi geebat kerni chahiye yeh
Allah SWT k nazdeek kabeera gunahon may se hain
Allah SWT humein in sab buraiyon se dur rakhein Ameen sum Ameen
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
ameen sum ameen @
ALLAH hum sab k dil saaf rakhey ameen sum ameen
Ghum ho pareshani ho mushkil ho. ALLAH ko pasand hia k USka banda us ghum mein bhi sab se muskura ker miley kiunk ALLAH APne bande ka bhala chahta hai na k nuksaan.her cheez mein koi na koi bhalayi hee hoti hai
ALLAH hum sab k dil saaf rakhey ameen sum ameen
Ghum ho pareshani ho mushkil ho. ALLAH ko pasand hia k USka banda us ghum mein bhi sab se muskura ker miley kiunk ALLAH APne bande ka bhala chahta hai na k nuksaan.her cheez mein koi na koi bhalayi hee hoti hai
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Page 2 of 3 • 1, 2, 3
Page 2 of 3
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum