aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
+6
Noor'e Sahar
*LosT*
Rida
Muskaan
Babba Jee
Ilma
10 posters
Page 3 of 3
Page 3 of 3 • 1, 2, 3
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Jazak Allah khair
Mian khud bht buri hon tu kisi ko kia naseehat kar sakti hon
Bas Allah Pak hum sab ko sirate mustaqeem per chalyein
aur eik dosre ka bhala kerne ki tofeeq ata fermayein Ameen sum Ameen

Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
JazakALLAH KHAIR
ALLAH ne APni makhloq k her bande ko bura nahi balke acha banaya hai/hug.your a good person chup aise nai kehte
@duas
Ameen Sum Ameen
ALLAH hum sab ko hidayat de aur seedhe raste pe chalaye rakhe bas
Ameen SUm Ameen

*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Ameen suma Ameen
Jazak Allah khair khush reh sada Ameen
Hazrat Ali (R.A)
Din ko rizk ki talash karo or raat ko usay talash karo jo tumhai rizk deta hy
Jazak Allah khair khush reh sada Ameen
Hazrat Ali (R.A)
Din ko rizk ki talash karo or raat ko usay talash karo jo tumhai rizk deta hy
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Narrated
Abu Huraira: Allah's Apostle said, "If Allah wants to do good to
somebody, He afflicts him with trials." Volume 7, Book 70, Number 548
Sahih Bukhari
May ALLAH Subhana wa ta'ALA give us enough strength to treat every situation in a really good way that HE loves.
Ameen Sum AMeen
JAzakALLAH KHAIR..!
Abu Huraira: Allah's Apostle said, "If Allah wants to do good to
somebody, He afflicts him with trials." Volume 7, Book 70, Number 548
Sahih Bukhari
May ALLAH Subhana wa ta'ALA give us enough strength to treat every situation in a really good way that HE loves.
Ameen Sum AMeen
JAzakALLAH KHAIR..!
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Jazak Allah khair
Ameen sum Ameen
Yeh zindagi 2 din ki hai 1 din tumharay haq mai aur 1 din tumharay
mukhaalif Jis din tumharay haq mai ho us din ghuroor mat kerna aur jis
din tumharay mukhaalif ho us din sabr karna.
Ameen sum Ameen
Yeh zindagi 2 din ki hai 1 din tumharay haq mai aur 1 din tumharay
mukhaalif Jis din tumharay haq mai ho us din ghuroor mat kerna aur jis
din tumharay mukhaalif ho us din sabr karna.
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Apne nafs per kaabu kerne ki insaan ko her mumkin koshish kerni chahie hai.Jis din hum bekaabu hojate hain to her cheez humein dhundli lagne lag jati hai.Gunah bhi aur sawaab bhi.Humein pata he nahi chalta k hum gunah ker rahe hain ya sawaab.
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Bohut achi baat kahi
Jazak Allah khair
Kabhi kisi ko haqeer na janu her eik k sath husn e salook se paich aao .
Jazak Allah khair
Kabhi kisi ko haqeer na janu her eik k sath husn e salook se paich aao .
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
JazakALLAH KHAIR
exactly sahi kaha
ALLAH se humesha apne aur her aik k naik honay ki dua kerni chahie hai. Kabhi hum samajhte hain k hum bohat naik hain aur dosre ko naik dekhna chahte hain per insaan jab tak khud nai acha hoga to usse kese achi cheez mil sakti hai
exactly sahi kaha
ALLAH se humesha apne aur her aik k naik honay ki dua kerni chahie hai. Kabhi hum samajhte hain k hum bohat naik hain aur dosre ko naik dekhna chahte hain per insaan jab tak khud nai acha hoga to usse kese achi cheez mil sakti hai
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
achi baat kahi apney JazakALLAH kHAIr
namaz ki pabandi karo namaz deen ka satoon hai aur her burayi se dur rakhti hai .

Masooma- Super Mod
- Number of posts : 349
Age : 33
Reputation : 0
Registration date : 2010-07-21
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Jazak ALlah khair
Apne se baron se hamesha ekhtaram se paish aao aur apney se choton se hamesha muhabbat se paish aao kabhi kisi ka dil na dukhao.
Apne se baron se hamesha ekhtaram se paish aao aur apney se choton se hamesha muhabbat se paish aao kabhi kisi ka dil na dukhao.
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
JazakALLAH KHAIR
mashaALLAH bohat achi baat kahi hai.
Din mein teeno kul perh ker aik baar apne upper phook lena chahie hai.teen teen bar perh ker.
Woh humein her buri cheez se door rakhti hai.
mashaALLAH bohat achi baat kahi hai.
Din mein teeno kul perh ker aik baar apne upper phook lena chahie hai.teen teen bar perh ker.
Woh humein her buri cheez se door rakhti hai.
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Jazak Allah khair
Tum acha karo aur zamana bura samjhay , yeh tumharay haq mai behter
hai bajaye is k tum bura karo aur zamana tum ko acha samjhay.
Tum acha karo aur zamana bura samjhay , yeh tumharay haq mai behter
hai bajaye is k tum bura karo aur zamana tum ko acha samjhay.
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
mashaALLAH
JazakALLAH KHAIR
ALLAH se her waqt apni hidayat ki aur her aik ki hidayat ki dua kerni chahie hai
JazakALLAH KHAIR
ALLAH se her waqt apni hidayat ki aur her aik ki hidayat ki dua kerni chahie hai
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Jazak Allah khair
Her eik se husne saleek se paish aao aur kabhi kisi ka dil na dukhao
ho sakta hai un k ansoo tumhare liye saza ban jayein.
Her eik se husne saleek se paish aao aur kabhi kisi ka dil na dukhao
ho sakta hai un k ansoo tumhare liye saza ban jayein.
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
JazakALLAH KHAIR
ziada se ziada naiki kerne ki koshish karein jab karein
ziada se ziada naiki kerne ki koshish karein jab karein
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Jazak Allah khair
abhi tu koi naseehat yaad nahi arahi :S
abhi tu koi naseehat yaad nahi arahi :S
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
hehe same here
bas ALLAH Hum sab ko rehmat wali hidayat de ameen sum ameen
bas ALLAH Hum sab ko rehmat wali hidayat de ameen sum ameen
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Ameen suma Ameen
Allah SWT hum sab ko nayki k rastey per chalney aur nayk banayi rakhey Ameen suma Ameen
Allah SWT hum sab ko nayki k rastey per chalney aur nayk banayi rakhey Ameen suma Ameen
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Ameen sum ameen
ALLAH Subhana wa ta'ALA hum sab ko naik banaye ameen sum ameen
ALLAH Subhana wa ta'ALA hum sab ko naik banaye ameen sum ameen
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Ameen sum Ameen
Hamesha her kaam her mamle may tahamul berdasht ur sabar se kaam
lo tu Allah Pak madad fermatey hain aur darja buland fermatey hain ..
Hamesha her kaam her mamle may tahamul berdasht ur sabar se kaam
lo tu Allah Pak madad fermatey hain aur darja buland fermatey hain ..
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
MashaALLAH JazakALLAH KHAIR jaani for the naseehat.Her cheez ko ALLAH per bharosa ker k US per chorh dena chahie hai.Wohi jaanta hia kia behtar hai kia nahi.
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Jazak Allah khair beshaq Allah pak ki zaat bari kaar saaz hai
Kisi ko apne se haqeer na janu her eik se husne ekhlaq se paish aao .
Kisi ko apne se haqeer na janu her eik se husne ekhlaq se paish aao .
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
JazakALLAH KHAIR
So true. Agar hum ye soch lein k hum bhi ALLAH ki banai hui makhlooq mein se hain aur humein se koi barha nahi sab barabar hain to
kabhi hummein ikhtalafaat na paida hoon
So true. Agar hum ye soch lein k hum bhi ALLAH ki banai hui makhlooq mein se hain aur humein se koi barha nahi sab barabar hain to
kabhi hummein ikhtalafaat na paida hoon
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
Jazak Allah khair well said ..
Sabar se kaam lo sabar ka phal meetha hota hai aur kisi kaam main jaldi na dikhao ..... sab se husne salook se paish aao ....!
Sabar se kaam lo sabar ka phal meetha hota hai aur kisi kaam main jaldi na dikhao ..... sab se husne salook se paish aao ....!
Noor'e Sahar- Number of posts : 2362
Age : 113
Reputation : 1
Registration date : 2009-08-08
Re: aik naseehat aik naiki, aap bhi kamaye.......
JazakALLAH KHAIr
humesha her kaam mein ALLAH k naam se shuruwaat kero aur US ki raye lo
humesha her kaam mein ALLAH k naam se shuruwaat kero aur US ki raye lo
*LosT*- Moderator
- Number of posts : 1613
Age : 34
Reputation : 2
Registration date : 2010-07-04
Page 3 of 3 • 1, 2, 3
Page 3 of 3
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum